Ese Maut ka intezar sa hai,kyu ye mann lachaar sa hai.
Ese kisi k milan ka khumaar sa hai,jo bhar rakha kai saalon se andar gubaaar sa hai.
Gusaa woh beshumaar sa hai,jo na mil paya kabhi karaaar sa hai.
Kisi barkaraaar takraaar sa hai,jo kabhi na badli us nuhaar sa hai.
Akhir kyu Ese Maut ka intezar sa hai,
kyu ye mann es kadar lachaar sa hai.
-