Kayi aansuo se pighle the hum, tab zubaan mein narmi aayi thi,
Dabaya tha pakadkar haatho ko usne
, tab kahi jaakar garmi aayi thi..
Itna bhi asaan nahi hai sabka is kadar betakkaluff hojana,
Tamaam mehfilo mein hue badnaam tabhi itni besharmi aayi thi...
-