भुला तो सकता नहीं तुझे मैं
वाचाल हो जाऊँ या मौन हो जाऊँ
तुही बता तेरे इश्क़ में कौन हो जाऊँ
फ़ैज़ हा जाऊँ या जौन हो जाऊँ-
अज़ब मंज़र देखा मेरी आँखो ने इस दौर में ,
लफ़्ज़ों से उनका मज़हब पूछा जा रहा है,
जो लाजि़म है वो काम तो होता नहीं,
राम प्रसाद ,"बिस्मिल"कैसे ये ढूंढा जा रहा है......-
Ek Faiz karo khud par
aur keh do usse,
Jo Haa hogi toh
mohabbat ko anjaam
mil jaega.
Aur jo naa bhi hogi,
Toh zindagi ko ek
Muqaam mil jaega.
-
Yu hi nahi hoti mohabbat kisi se 'faiz'
Ek Umar chahiye ek lamhe ke liye-
अब किसी को देखकर मुस्कुराना छोड़ दिया
उस की यादों को दिल से लगाना छोड़ दिया।
ज़िन्दगी तो नहीं पर जीना छोड़ दिया
बेरुख़ी कुछ एसी मिली उनसे हमने तो अब इश्क़ करना ही छोड़ दिया...
-
ham dekheñge
lāzim hai ki ham bhī dekheñge
vo din ki jis kā va.ada hai
jo lauh-e-azal meñ likhkhā hai
jab zulm-o-sitam ke koh-e-girāñ
ruuī kī tarah uḌ jā.eñge
ham mahkūmoñ ke pāñv-tale
jab dhartī dhaḌ-dhaḌ dhaḌkegī
aur ahl-e-hakam ke sar-ūpar
jab bijlī kaḌ-kaḌ kaḌkegī
jab arz-e-ḳhudā ke ka.abe se
sab but uThvā.e jā.eñge
ham ahl-e-safā mardūd-e-haram
masnad pe biThā.e jā.eñge
sab taaj uchhāle jā.eñge
sab taḳht girā.e jā.eñge
bas naam rahegā allāh kā
jo ġhā.eb bhī hai hāzir bhī
jo manzar bhī hai nāzir bhī
uTThegā anal-haq kā na.ara
jo maiñ bhī huuñ aur tum bhī ho
aur raaj karegī ḳhalq-e-ḳhudā
jo maiñ bhī huuñ aur tum bhī ho-
लिपटा हुआ है इश्क़ हसरतों की ख़ाक में
रुक जाइये हुज़ूर, क़यामत की रात है-
Na jaane kaisi ye aas hai
Kaisi ye pyaas hai
Sawan ka mausam hai
Aur ek boond ki talash hai-
जिन्दगी में तेरे आते ही तकदीर मेरी निगूं हो जाए
कुछ इस तरह साथ हमारा एक दूजे के लिए यूं हो जाएं-