राह-ए-तलब नहीं या आरज़ू-ए-मंजिल नहीं?
सफर की ख्वाईश बाक़ी है या वो भी शामिल नहीं?
रोका था मसाफ़त-ए-इश्क़ में हमसफर बनने से,
अब गाफुर हुए ऐसे कि तेरा ज़िक्र भी हासिल नही!-
Masaafat kam na hui humare darmiyan,
Par badti gayi teri har khata se.
Masaafat bhi raasto ki nahi alfaazo ki bad rahi hai.-
Dafnai hamne b bahut mohabbate hain teri khatir....
Tujhse ye masaafat bhi shayad unki duaon ka asar hai.....-
Hamne mohabbat ke raste ko bhi apna dost samjh liya ...
hamen maalom na tha is dosti ki qeemat hamen apni manzil gawakar adaa karni hogi....-
Udasiyan Ishq ki pehchan hen, Muskura do to bura maan jata hai,
Zururi nahi musafaate ho darmiyan se khatam,
Kisi ko jee bhar ke mehsos karne se bhi Ishq ho jata hai mukammal.. !!-
आग के दरिया मे फिसलने के पहले,
गुमान कर लो मन मचलने के पहले,
मुसलसल मीठी आग में जलने के पहले,
प्रीत के पीर से दिल दहलने के पहले,
क़यास कर लो..
मसाफ़त-ए-इश्क़ में चलने के पहले!-
Humne muhabbat k raaste ko kuch is tarah paar kiya,
Darmiyan e masaafat tere mere, ta umr k liye humne door kiya
-
Socha h ab mohabbat ko dafna dnge .. warna is masaafato me hm khud ko gawa dnge ...
-
Na kar sawalaat koi darkht-a-aasiya se Ay Dil,
Tutane K baad masaafat me rang badlna lazami he..-
Bht dafnai hongi mohabbate tune
fakat teri mohabbat ek mahez
meri hi qayaz hoti to kya baat thi ...-