Sunayi deti hen yaden uski ek haseen aawaz bankar.
Raag bankar kabhi ek saaz bankar .
Ye dil kyun tadpa jaaye abre aazaar bankar .
Raad bankar kabhi gard-o -gubaar bankar .
Bas ghum men chalakte hain aansun barsaat bankar.
Ek raaz bankar , zaaro qataar bankar .
Ab use batatyen bhi to hum kya batayen .
Ke bas gayi hai wo dil men meri jaan ban kar.-
मेरे साये की तरह मुसल्लत है वो मुझ पर में जहां भी जाऊं बदनसीबी मेरे साथ चलती है।
-
Shikast phir teri , aye ahle-qalam ye dekhkar.
Ye shikaastah-e-dil kahan tak tute.
-
Ye haqeeqat hai fasana nahi .
Dil diya hai mene khilona nahi.-
Tere ishq men hain kitna majboor hum.
Huve is jahaan se bhi kitna duur hum.
Har pal teri yaaden dhaye mujh par sitam.
Mera chen vain sab ujda kahin na laage man..
-
aye sanam tujh ko men apni gazal men is tarah likhdun , ke rang gaye meri ghazal tere surkh rang se...
-
तारीफ तेरे हुस्न की अब शायरी में करूँ कैसे।
शर्मा गए ये लफ्ज़ भी जब हुए रूबरू तेरे दीदार से।।-
कभी तो आओ तुम इस दिल ए वीरान में बनकर मेहमान की तरह।
समझकर मुझ को किसी मेज़बान की तरह ।
रोज़ जीतें हैं हुम बस होकर नीम- जान की तरह।।
तेरी यादों को भी समझ कर किसी एहसान की तरह ।
तेरी जान को समझ कर मेरी जान की तरह।
तुझ को ही देखों बस मेरी पहचान की तरह।
तुम ज़हर भी देदो तो पीलूंगा समझकर किसी जाम की तरह।
-
Haal na puchiye yun mera ,he haal mera
Behaal sa..
Jesa bikhra ho koi shakh se patta bin awaz sa...
-