Happy birthday ya RIP???
Aaj teri janam din k lia mitthaiya battu ya teri aatma ki shanti k lia pind daan karu, beti??????
Aj uska janam din tha.. Saj dhaj kar desi beti, gayi thi mandir pooja karne.....
Shayad, uski pooja ma hi koi kami reh gayi.. Ki vagwaan ne saja v dia toh aisi, घिनोऊनी...
Akhoon me kajal, hootho par halki si laali... Sarir par tha desi salwar... Matthe par se gardan taq dhaka rakha tha dupatta liye........
Magar hawas k pujari mein tha hadh se jyada hawas......
Loot li uski izzat, cheen liya uski zindagi......
-