अपनी पारसाई का दावा भी करता है
दुसरों को हमेशा ग़लत साबित करता है
ख़ुद तो बदनाम रहता है उमर भर,
नसीहत-आमेज़ भी है और
बदनामी से तश्बीह भी ।।-
ऐ बेवफा तुम्हे शुक्रिया ,
तुम्हारी बेवफाई के लिए।
कि हम अपने मां बाप तक ,
भूल बैठे थे तेरी पारसाई के लिए।।
-
Zahid bhi tod de touba,
Woh aankhon se mai pila rahe Hain.
Lut gai parsai Gaya Imaan bhi,
Woh sab ko qafir bana rahe Hain.-
Ghazal غزل
Bey-hijabi bey-hayayi hai magar
Baa-hijabi paarsaai to nahiiñ
Zulm ke aage jukaooñ kyuñ maiñ sar
Meri qismat maiñ ghulami to nahiiñ?
Dil gani ho to hai insañ baadshah
Maal o daulat baadshahi to nahiiñ
Gam, alam, takleef, ranjish aur sitam
Dard hai ye, zindagani to nahiiñ
Khud nahiñ karte ho, kehte ho jo tum
Sheikh ji ye rehnumayi to nahiiñ
Ye jo zalim log hakim haiñ baney
Ye qayamat ki nishani to nahiiñ?
-
है कौन इस जहाँ में मासूम, बेगुनाह
तो आप पारसाई का दावा न कीजिए-
Roz marr-marr ke ji Raha hoon,
Khule zakhamo ko see Raha hoon,
Kash parsai mein shumaar ho MERI rindhi,
Dard-e-gum has-has ke pee Raha hoon.
-
दुनिया के पगले शुद्ध पगले होते हैं,
भारत के पगले आध्यात्मिक होते है ।
- हरिशंकर परसाई-
मैं उसे खोकर नहीं भूला, ये मेरे इश्क की पारसाई है..!
वो मुझे पाकर भी है भूला, ये उसकी बे-हयाई है..!!
#SSR ✍️-
Jo Rishta Tum Mere Parsai Mohabbat ke Saath Qayam Na Kar Sake
Wo Aaj Badi Shiddat Se Tumhaari Yaadein Meri Ashqon Ke Saath Nibha Rhi Hai-