Nafarmaan koi na banna kabhi..
Battamizi ki alamat hain nafarmani..
Bade ho ya chhote sbka ehtram karna.
Isse maa ki parvarish
ka pata chalta hain..!!-
Hazaro aib hai mujme,
fir bhi kisi be aib ne apnaya hai mujhe....
Sabse badi gunahgaar hoo mai,
fir bhi unhone mere aibo pe parda daal k rakha hai....
Dono jahan k shehansha ki akhir si gulaam ho mai,
fir bhi unhone izzat bakhshi hai mujhe....
Unki nafarmaan aur bewafa bandi ho mai,
fir bhi ummat-e-mohammadiya hone ka sharf bakhsha hai mujhe....
Ya rabbul alameen apke kin kin ehsano ko bayaan karo mai?
Mera zarra zarra apke ehsano k tale daba huva hai...
-
Aasan nhi tha use andhere se lana..
Andhera to tab hua mariyam ...!
Jab wo mere baat ki nafarmani kargya.-
मेरे दिल की खामोशी को उसकी कमज़ोरी समझने की भूल न करना,
जिस दिन मेरे लबों ने मेरे दिल की नाफ़रमानी की, उस दिन मेरे लफ्जों से क़यामत आएगी....-
Maa baap ki nafarmani na karo Agar unki dowain saath na hoto zindagi kantaun ki sej ban jati hai
-
तेरी महोब्बत की नाफरमानी नहीं है मुझे
मगर ये दिल तुझसे कहने से डरता है,
हर पल सोचता हूं तुझसे कहूं
और जिन्दगी भर के लिए अपना बना लूं
मगर फिर सोचता हूं कहीं तुझे खो ना दूं....-
उनके दिल में उतरकर अपनी निशानी देखूं।
उन्हीं से छुपते छुपाते उनकी बेवफाई देखूं।।-
अच्छा हुआ कि तुमने तोड़ दिया ये ना-फरमान दिल मेरा ,
इसने भी मुझे छोड़ तुझ पर ऐतवार करने का गुनाह-ए-अजीम किया था ।— % &-
कितनी नाफ़र्मानियों का ज़िक्र हो,
कहते कहते बद ज़ुबाँ हो जाएंगे
उर्मिला माधव-
Ek Allah hi hai jo hume hamare aukaat se jyada ata karta hai.Fir bhi hum besharmo ki tarah din raat usiki nafarmani karte firte hai...😔
-