Mujhe apne jazbaton ko bayaan karna nahi aata.. Lahzon ke teeron se bachna nahi aata.. Log kahte hai bada dostana hai mera mijaaz Pr.. mujhe naye mahaul me dhalna nahi aata..!!
______Thoda Mukhtalif Hai Lekin______ Itna Bhi Pechidah Nahi Hai Mijaz Humara... Jo Samajh Gaya To Par Khuloos Thahre _____Jo Na Samjha To Magroor Thahre_____