Haan Main baarish hu,wo baarish jiski bheeni si khushboo logo ka mann door se hi machlati hai, wo hawa jo sabko bhaati hai,aur wo badli jo logon ka dil dhadkati hai,han main wahi baarish hu jo kabhi hasati to kabhi rulati hai,wahi baarish jo mitti ko bhi sulati hai,yun toh baarish sabhi ko pasand aati hai lekin kabhi kabhi palkain bhi bhiga jati hai, pata hai Mujhe ki log mujhpar aitbaar nhi karte par inhe kaise samjhau ki yun kisi ko badanaam nhi karte.....beshaq maloom hai mujhe ki main logon ko unki mohabbat yaad dilati hu lekin kya kabhi kisi ne ye mahsoos kiya hai, ki main bhi kisi ko chahti hu,toh chalo aaj main bhi batati hu ki main uss mitti ko chahti hu jiske liye main asmaan se itna neeche gir jaati hu, han main iss zameen ko chahti hu shayad isiliye toot kar boond me bikhar jaati hu...
-peehu...
-
Uski Raaho ki Hawayein mujhe Uska Haal Kehti Hai
Use Naa Dekhne Par ye Nigahe kitna Dard Sehti Hai
Jabse Uski Raaho Par Guzarna Chhod Diya hai Maine
Suna Hai Ab Uski Galiyan Ab Sunsaan Rehti hai...-
Dua To Dil Se Mangi Jati Hai ,
Zuban Se Nahi .......
Qabul To Uski Bhi Dua Hoti Hai ,
Jiski Zuban Hi Nahi .......-
Log Jaan Ke Liye Tofa Dhund Rahe Hai ........
Aur Hum Tofa Ke Liye Jaan ........
💔-
Tujh Se Door Jakar
Hume Pachtana Pada .........
Badi Mushkil Se
Dil Ko Sambhal Na Pada .......
Koi Mat Pucho Bewafayi Ki Baat
Raat Bhar Roke Dil Ko Samjhana Pada ..........
💔-
थम सी गई हैं आज ये ठंडी हवायें भी ,
लगता है इन्हें भी आज ,
किसी अपने के दूर जाने से गहरा सदमा लगा है..!!!!-
पतझड़ में गिराए थे जिसने, पत्ते अपने झोकों से...!
वही हवाएं अब बसंत में, साथ निभाने लग गए हैं...!!-
हो न जाये कहीं ये कुदरत भी दीवानी
यूं हवाओं में तू जुल्फों को लहराया न कर-
वो पतंग की तरह बंधी तो मुझसे हैं , लेकिन वो इन हवाओं के संग ज़्यादा खुश हैं जानती वो भी हैं कि में छोड़ नहीं सकता फिर चाहे हवाएं अपनी पूरी ताकत लगा ले शायद इसीलिए हवाओं संग मिल मुझे हर रोज हर पल आजमाती हैं...
-
Kuch baaten ankahin si, kuch raste anjaane se, kuch silsila thahra sa, kuch pagal diwane se, hum yun jo aage badhe, aasman neela sa to samandar gahra sa, kuch haseen mohabbaten to kai chamchamte nagme sitaron ke. kuch behakti hawanyen.. Kitna sukoon hai yahan hum magan hai wahan... Tum magan Ho jahan.
-