Syed Adnan Ali   (Adnan)
1.7k Followers · 14 Following

https://www.instagram.com/_where_is_adnan_?igsh=MTZ2YXB0cWk4bWRodA==
Joined 9 March 2019


https://www.instagram.com/_where_is_adnan_?igsh=MTZ2YXB0cWk4bWRodA==
Joined 9 March 2019
16 AUG 2020 AT 12:28

अब कैसे कहूं मुझे तुमसे दग़ा नहीं
आँखे मेरी बंद हैं, मैं नींद से जगा नहीं
तेरे जाने के बाद ना किसी को चाहा, ना चाहत की
तेरे बाद दिल बहुत लगाया मगर लगा नहीं...

-


2 APR 2020 AT 4:07

गले लगकर रोने वाली आज रात हुई हैं
कई मुद्दतों बाद दोनों की बात हुई हैं
तुम शिकायतें सुनाना, मैं अपना हाल सुनाउगा
क्यूंकि आज दर्द से दर्द की मुलाकात हुई हैं...

-


1 SEP 2019 AT 22:12

Bina Saaz ke ye Dil Nagma Gaa Raha Hai
Mohabbat Ka Mausam Dilo Par Chhaa Raha Hai
Tera Naam Kaha Kaha Nahi Hai Ye Pooch?
Dekh Tera Zikr To Shayari Mein Bhi Aa Raha Hai...

-


6 JUN 2019 AT 0:04

Eid ke din wo Gale lagkar kehne Lage!!
Ye Sunnate hai , ise mohabbat na Samajh Baithna...

-


13 OCT 2020 AT 22:03

Jise Ham Chahe Wo Hi Hamara Nahi Hota
Pagal Hai Wo Log , Jo Kehte Hai Ke Ishq Dobara Nahi Hota
Aa Jao Ke Yaad Aane Lagi Hai Tumhari
Ab"Chai" Ke Saath Apna Guzara Nahi Hota...

-


3 JUN 2020 AT 10:38

छोटे नहीं तुझ संग जीने के अरमान बड़े मिलेंगे
तेरे ख्यालों में हम यहां - वहां पड़े मिलेंगे
जब भी देखना तू नजरें उठाकर देखना
तेरे आशिकों की कतार में हम भी खड़े मिलेंगे...

-


1 NOV 2019 AT 20:12

Pyaas Bujhaane Gaya Tha Saath Mein Dariya Le Aaya
Kahi Se Dhoondh Ke Zindagi Jeene Ka Zariya Le Aaya
Meri Aankhein Ab Kisi Ko Padh Nahi Paati
To Mai, Kisi Ki, Nazro Ka Nazariya Le Aaya...

-


1 OCT 2019 AT 23:13

Chal To Rahe hai Magar Koi , Dagar Nahi hai
Ab To Duaa'o Mein Bhi itna , Asar Nahi hai
Ab isse Bada Dukh Kya hoga "Adnan"??
Ham - Safar Pe To Hai , Humsafar Nahi hai...

-


11 AUG 2019 AT 18:25

Uski Raaho ki Hawayein mujhe Uska Haal Kehti Hai
Use Naa Dekhne Par ye Nigahe kitna Dard Sehti Hai
Jabse Uski Raaho Par Guzarna Chhod Diya hai Maine
Suna Hai Ab Uski Galiyan Ab Sunsaan Rehti hai...

-


15 JUL 2019 AT 23:13

Apne Aansuo ko Zakhmo se Piro raha hu Mai
Aahista - Aahista Tanhaiyo ka Ho raha hu mai
Gumsum hu aur Wajah Bhi pata nahi
Jaise Dheere - Dheere apni pehchan Kho Raha hu mai...

-


Fetching Syed Adnan Ali Quotes