Main tujhse pyaar karta raha ,
Main rukk kar bas tera intezar karta raha ,
Tujhe har dafa yaado mein paya hai maine ,
lekin har baar hakikat me khone se darta raha ,
Yuhi ye silsila chalta rha ,
Tum aaogi zarroor ye wada har roj khud se karta raha ,
Tere n hone ke bawjood bhi main bus tujhi se pyaar karta raha !❤️
-