Tera shukriya dil ne hai
Kiya sajde main jhuka ye sar
Hamesha hi tera shukriya hu ab
Tera Main raha na ab mera tujhse
Main jud gaya is subah Ye
Raasta tujhse hi mil gaya
hai nayi Manzile ab
Yahaa tha main adhura...-
मुझे तुमने दाता
बहुत कुछ दिया है,
तेरा शुक्रिया है,
तेरा शुक्रिया
तेरा शुक्रिया है,
तेरा शुक्रिया...-
Tune fir se Vishwas karna hai sikhaya,
Kis labz mein ada karu tera shukriya.-
Tera shukriya ki Tu unn lamhoon me mere sath tha
Jhalam ho gai meri Puri kaynat mujhse bagawat kiye khadi thi
Aur Tera shukrat Mai aab bhi krti ho Jb
tune MERI duniya hi mere bagawat me khde Kar di-
Dikhaawe bhar ke liye apna banaane ka shukriyaa
Jhootha hi sahi par saath nibhane ka shukriyaa
Khuda mehfooz rakhe tumhen har buri bala se
Beech raah mein akelaa chhod jaane ka shukriyaa-
Zindagi maani thi tujhe apna
Tune sikha diya akele kaise he jeena
Ishq hota hai wafa aur bewafa ka khel
Tune mere dil ko hi bana liya khilona
Is mohabbat ke khel me sikha diya tune
Jab mann bhar jaye to tod dete hai khilona
Zindagi ki is anmol seekh dene ke liye
Tere shukriya kaise karu ab tu bata dena
-
Mere jazbaaton ka mazak uda
Apni majburi ginwayi tumne
Mere jazbaaton ka mazak uda
Apni majburi ginwayi tumne
Aey Jaana
Jaate jaate pyar ki aukat yaad dilane ke liye
Tera shukriya❣️-
Kaise karu me tera shukriya ae Rab,
Jo tune mujhe nawazi ye shab,
Uski kimat kaise ada karuga mai,
Maan gaya me tujhe aur tera sabab.
-Heena Shaikh Mulla
@theepoetryhub-
Tera shukriya jo jo bhi aur
jitna bhi tumne diye fark nahi
padta mujhe ki kab khusi mili
aur kab gam par jo bhi hai sab
hai tera he karam tera dil se
karti hu shukriya ae mere khuda.-
आप से तेरा तू तक आने के लिए शुक्रिया
सावन सी हरी भारि मेरी जिंदगी को रेगिस्तान का सुख बनाने के लिए तेरा शुक्रिया।-