'Sir' ke khitaab se unko nawaza jata hai.
Aam logo ke beech reh ker jo khaas ho jata hai.
Woh apni soch ko door andeshi se sajata hai.
Apni hasti ko aane wali nasloon ke liye fana kar jata hai.
HAPPY SIR SYED DAY 17th Oct 2020-
Ser syed ahmad khan day
Safed Daarhi Jo,,
SIR.SYED.AHMAD.KHAN,,,,,
Ki Wo Libas-e-Makhmal Jo,
SER SYED AHMAD KHAN,,,,
Ki Wo Sabar Hai Kisi MAA Ki,
Hai Dhaar Kisi Talwaar Ki,
Na Hoke Bhi Jo Saath Hai,
Mar Mit Kar Bhi Jo Khaas Hai,
Jashn Ki Ye Raat Hai,
shamil Hum Aor Aap Hain,
DUAO Ki Bouchaar Hai,
SER SYED K Hi Naam Karo,
A...Q
HAPPY...SER...SYED...DAY....-
Aise hi maqbool nahin
Jahan mein Sir Syed
Unka hausla unhe
A'ala muqaam dilata hai
Taqayamat hayat rahenge
Qalb mein har Alig ke
Mahaz unka ek zikr hi
Kuch kar guzarne ka
Jazba jaga jata hai
-
Duniya ke har goshe mein
Chiraagh ki tarah jalta hai
Ye Sir Syed ki hi kaavishein hain
Ki aaj har Alig
Sir utha ke chalta hai
Happy Sir Syed Day-
" Jab Qom Zalalat'o'pasti Ka Shikar hui thi
Woh Sir Syed hi the'n Jin pr Haqeeqat Aashkar hui thi "
" جب قوم ضلالت و پستی کا شکار ہوئی تھی
وہ سر سید ہی تھے جن پر حقیقت آشکار ہوئی تھی "-
Ilm o adab ke sare khazane guzar gye,
Kya khub the wah log purane guzar gye,
Baaqi hai zameen pe faqat aadmi ki bheed,
Insaan ke mre hue to zamane guzar gye...
(Dedicated to Sir Syed Ahmad Khan)-
Sir Syed Ahmed Khan Ne Jab Musalmano Ko Padhne Ka Mashwara Diya Khas Taur Par (Dunyawi Taleem) to Unko Kufr Ka Fatwa Tak De Diya Gaya aur Bhi Bahut Sari Mushkilon Ka Unhein Samna Karna Pada, Fir Bhi Unhone Har Nahi Mani aur Apne Maqsad Me Kamyab Hue. Afsos Aaj Hum Aise Rahunumaon Ko Bhool Chuke Hain Tabhi to Shyd Har Mamle Me Pichad Rahe Hain. Par Jo Log Samaj Ki Tarakki Ke Liye Kam Kam Kar Rahe Hain Unke Jazbon Ko Salam.
#Sir Syed Day
#Philosopher
#Sir Syed Ahmed Khan (1817-1898)-
Sayyad Teri raaho ko fulon ko sajaenge
Is Roz ko hum yunhi har saal manaenge
سیید تیری راہو کو فلوں سے سجاینگے
اس روز کو یونہی ہر سال مناینگے
-