Teri Lafz Chubhti Hain Kanto Ki Tarah
Jabse Tumne Urdu Se Munh Moda Hai.
तेरी लफ्ज़ चुभती हैं काँटों की तरह
जबसे तुमने उर्दू से मुंह मोड़ा हैl-
(Beparwah Scholar)
Meri Mahfil Se Mutaffiq Hain Sabhi Yaro-Dushamn,
Ibteda Ho Ya Inteha Sharte Awwal Chai Hai.— % &-
Momin Confrence Ke Logon Ne Jis Jazbe Ke Sath Angrezon Se Azadi Ke Liye Movement Chalaya Tha Ya Fir Seprate State (Jharkhand ) Ke Liye Jo Jaddo Jahad Ki. Agar Aaj Un Rahnumaon Ke Kamon Ko Hi Amal Me Laya Jata to Jharkhandi Musalmano Ka Ye Hal Na Hota? Main Chahta Hun Itna Sawal to Aap Jarur Kijye Apne Un Tamam Representatives Se or So Called "Leaders" Se Ki Unhone Education, Economic, Social, Ya Fir Locality Development Ke Liye Kitne Initiatives Liye Hain?.
Khwaja Tabrez
(Research Scholar, IIDS, DELHI)-
Parindo Ko Nhi Di Jati Taleem Udne Ki ,
Wo Khud Hi Muqarar Krte Hain Manzil Aasmano Ki,
Rakhte Hain jo Hosla Aasman Chune Ka,
Unko Nahi hoti Parwah Gir jane ki....-
Today is 191st birth anniversary of Fatima Sheikh, she was an Indian educator, who was a colleague of the social reformers Jyotiba Phule and Savitribai Phule. One of the first Muslim women teachers of modern India, she started educating Dalit children in Phule’s school.The Swadeshi Library was established in the house of Sheikh. Fatima Sheikh and Phule couple started the work of imparting education to the poor and deprived sections of the society and Muslim women. Jyotiba and Savitribai Phule along with Fatima Sheikh took charge of spreading education among the downtrodden communities. Our Tribute💐-
Har Zakhm Ki Dawa Marham Nahi Hota
Kabhi Chai Pee Ke Aajmaya Karo Dosto-
Laparwahi Hai Teri Warna Sukoon to Itna Sasta Hai,
Ke Tere Sath Ek Cup Chai Jo Pi Lun to Mil Jae☕-
30-11-2021
Chale Bhi Aao Ay Meri Malikae Hayaat
Ke Abhi Bhi November Ki Ek Rat Baki Hai-
(Diwali_Mubarak)
Shab-e-taareek mein kuch deep jalae hote
Kash hum ne bhi koi farz nibhaae hote.-
There are Some People in Your Life who Never Endorse your Positive Idea and, You Can Call them Hypocrites.
-