चराग ए इश्क कहां......मुसलसल जलते हैं।
इंतजार की हवा अब उन्हें.......बुझा देती है।
जीते जी हमें दे के जख्मों का भरपूर मज़ा।
ज़िंदगी फ़िर ज़िंदा रहने की.....दवा देती है।
फड़-फड़ाते है जब चराग -ए- इश्क़ दिल में।
बुझते चरागों को फ़िर साँसों से हवा देती है।
ख़्वाब देती है उम्मीदों के जीते रहने को मगर।
मरते हुए जाना ज़िंदगी जीने की सजा देती है।
-
Marte dam tak tujhe yaad rakhungi
Vada kiya to rishta akele hi nibhaungi-
Kabhi kabhi dil ko bahalana hi behtar hota he
Kyun ki koi humare dard ko samjh to Lete he
Par apana kabhi nahi maan pate-
Suna hai tere sheher
me wafa milti hai
Toote huye dilo ki
Dawa milti hai
Bas yahi sunkar aaya
Tha tere sheher me
Magar yaha to dil lagane
Ki bhi saza milti hai
-
Jaza aur saza ke liye allah paaq ab
Qayamat ka intzaar nahi karwata...
Yahin par isi duniya mai sabko
Sab kuch bata deta hai....!!!-
अब उन्हें सज़ा दें भी तो कैसे?
जहाँ ये दिमाग उनपर इलज़ाम लगाता है,
वहाँ ये कमबख्त दिल!
उनकी वकालत के लिए खड़ा हो जाता है..-
Dil lagane ko ada kehte hain
Phir use chhodne ko saza kehte hain..!
Wada-e-mohabbat ko todna
Logo ki zubaan me shayad isi ko wafa kehte hain...!
Pyaar ko waqt guzari samajh kar
Apni galtiyon ko zindgi ka maza kehte hain....!!!-
Mare jo hun mai har dafa,
Akhir beti hona he ku hai saza😶
Kbhi baba ne pakdh kr jo duniya ghumai,
Toh phr wahe baba ne akhir maa ke kok me ku dafanai..
Kbhi pyar dheka kr apno ne sahara diya,
Toh phr Mushkilo ke waqt tanha ku chod diya..
Mare jo hun mai har dafa,
Akhir beti hona he ku hai saza😶-
Woh umar qaid suna gaya hai
Mola..!
Ilteja hai tujh se tu bhi ab
Saza-e maot suna de...!-
इस्कदर सज़ा वो दे गया, की काट हम रहे हैं,
पर, जी तूकड़ो मे वो रहा हैं ।।
-