Jis Tarah Khawab Hoe Honge Rezah-Rezah (ریزہ ریزہ) !!
Maula oss Tarah Tot Kr Koi Bikhre na Etna Sabr Den !!-
Hamare wajood ka ek bada hissa Udaasi hai
Hum aam logo'n se alag banaye gaye hain.-
मेरी खामोशी को तू मेरी अकड़ मत समझ
मैं खामोश हूं इसलिए क्यूंकि मुझे सब्र आ गया है अब-
Kitna sundr likha hai kisine
Pyaas lgi thi gajab ki
Lekin paani mai jahar tha
Peete toh mar jate aur na
Peete to bhi mar jate
Bss yhi 2 masle zindagi bhar
Hal nhi hue...
Na neend puri hui na khwaab
Mukammal hue waqt ne kaha
'kash thoda aur sabr hota!'
Aur sabr ne kaha,
'Kash thoda aur waqt hota!'
Shikayate toh bohot hain
Tuzse 'aye zindagi' pr chup
Isiliye hu ki jo diya tune muze
Vo bhi bhuton ko nseeb nhi hua...-
जिंदगी के आखिरी मुकाम तक
दो ही सच्चे हमसफ़र मिले
जो हमेशा मेरे साथ चले
एक सब्र.... तो दुसरा इम्तहान....-
Meri zindagi mai aane ka tera shukriya
Dekh tere jaane ke baad maine sabr krna sikh liya-