हज़ार सीख ले तू ज़िन्दगी में इल्म के सबक़
लाइल्म है गर नहीं सीखा इंसानियत का सबक़-
Zindagi aur ustaad
Bohot kuch sikhaate hai
Magar fark sirf itna hai ustaad
Sabaq de kar imtehaan lete hai
Aur zindagi imtehaan le kar
sabaq deti hai-
Pyar to maine tumse aur tumhare bhole pan se ki hai
Par hame to accha sabakh sikha diya..🤗-
Murjhaye huye phool sabaq de jate hai,
Ki maut to ek din sab ko anne hai.-
Ye Hi Sabaq Mila Hai Mujhko Hayat Se...
Behtar Hai Tanha Rehna Bhari Qayenat Se..
Kyun Me Dikhaun Khol Ke Dil Apna Kisi Ko...
Waqif Hai Mera Rab Mere Haalat se...
Fir Doobne Se Usko Bhala Koun Bachaye...
Jo Shakhs Na Ummeed Ho ALLAH Ki Zaat Se...-
Mera dil ,, Faraaz mujhe maaf kar de maine humesha hi tujhe dorahe pe lakar khuda kar diya hai ,, main hi mujrim hoon tera ,, ab main wada karta hoon kisi ko nazar utha ke bhi nahi dekhuga
-
Jo Zamane Ne Padhya Sabaq, Wo Meri
Na Thi, Aur Jo Baat Tum Keh Rahi Ho,
Wobhi Meri Nahi Hai...— % &-
Sabaq dene ka mahir ho gya hai zamana....
Her koi ek dusre ka ustaad nazar aata hai...-
Apni zindagi ki kuch usool mujhe bhi todhni padi ,, galti uski thi magar ,, haath mujhe jodhni padi
-