syeda neha sultana   (R Neha Sultana R)
585 Followers · 17 Following

read more
Joined 11 February 2020


read more
Joined 11 February 2020
3 OCT 2022 AT 17:25

Waledain se zyda mukhlis is duniya me koi nahi

-


1 OCT 2022 AT 13:14

Tum "Allah" se dil laga lo
Sokoon Aur itminaan tum se dil laga le ga

-


29 SEP 2022 AT 22:18

Dua ke baad yaqeen bhi rakha karu kyun ke wo "Almujeeb" hai

-


24 SEP 2022 AT 14:08

Beshak *Allah* dua ka maan rakhta hai

-


27 AUG 2022 AT 16:03

"Hazrat Ali raziallahtalah anha" ne farmaya.
Jo gali tum Gusse me ya mazak me dete ho wo tumhari qabr ke liye Bichcho ban jata hai

-


25 AUG 2022 AT 15:25

Allah raste pahele hi Bana deta hai.
Laikin ata sirf bahetreen waqt par karta hai

-


24 AUG 2022 AT 15:48

Tum Allah ke ho kar to dekhu
Wo sab ko tera na karde to kahe dena

-


19 AUG 2022 AT 11:39

Umeed mat chorna Ke tumhara bhi wahi Allah hai jo hajran ka ta ..
Isne hajran ko piyasa nahi rakha
Wo Tumhari iltejah bhi rad nahi karega

-


18 AUG 2022 AT 10:45

Mumkin Aur na Mumkin me mat uljho
Dua ki to taqat sahera me bhi chashma chala deti hai

-


17 AUG 2022 AT 13:19

Tum na umeed hokar baiteh ho ke ab kuch nahi hosakta..
"Allah"to tumhare liye khushyaun ka intezam karke baitaha hai

-


Fetching syeda neha sultana Quotes