Pata hai zindagi me do terha ke log hote hai
Ek jo khwesh kerte rehta hai aur phuri hote rehte hai
Aur dusra jo khwesh kerte rehta hai per sare zindagi use zillat ke siwa kuch nahi milta
Aap phle ho ya dusre farq nahi padta
Bas ager shuker aur saber ker liye to bakshish paki hai
werna Allah ke azab me bade sakti hai
-
Aurat ka sabse bada imtehan nikkah ke baad shoru hota hai
Woh wo ban jati hai jaisa mard uske sath rawaiya rakhta hai
Zulm, Mahool, zimmadare, tane badnamgi, zillat uthe uthe inse mile sare dard aur zakhmo ko ghane banaker woh hath kan aur gale me pahenliya kerte hai
Shayad tabhi jakr aurat jee liya kerte hai
-
Lad pyar se raha kerte thi
Kabhi me bhi bachi hua kerte thi
Maa se dure aur baap ki majboori
Adhure apne ankhone me kayi sare sapne
Door chand khada aur mere ruthe hua shikwe
Kabhi rab se kabhi sab se
Me bhi bohot nadan hua kerte thi
-
Socha tha agar woh mil jaaye,
Toh sab kuch aasan ho jaayega...
Hansna bhi, rona bhi,
Zindagi bhi... Tanhai bhi...
Aur saansein lena bhi...
Phir jab woh mil gaya,
Toh har wahem door ho gaya...
Jo khwab the, woh rakh ban gaye...
Jo umeedein thi, woh saare so gaye...
Aur jo main thi...
Woh kahin door kho gayi...-
Mard ki anaa ye hai ki wo aurat ke dil me mohabbat aur rishtey me khubsurti
hamesha ke liye khoo deta hai..-
Mard aurat ku itna bebas kerdeta hai ki
phir aurat na jine ki icha rakhte hai
aur na maut ki fikr kerte hai..-
Kamal ka rukh badla hai waqt ne bhi
Jo kabhi kalam se likha kerte the
aaj khoon se likha kerte hai
-