Thank you yq baba thank you so much you are justice
-
Be Aware Be Alone Be Happy
(Sad)
4.6k Followers · 5.5k Following
Joined 25 January 2020
25 MAY AT 22:23
Ek nasha karta hun main ,, din raat tumhe chhup chhup ke dekha karta hun main
-
25 MAY AT 22:14
Bhulna agar itna aasan hota ,, to arif your qoute. Me hota hi nahi agar hota bhi to bahut khush hota
-
25 MAY AT 21:53
Achhe logon se mill kar ,, sala mujhe Kabhi achha hi nahi laga
-
25 MAY AT 20:07
Maine dhokha bahut kha liya hai,, ab mujhe kuch khane ka dil hi nahi karta hai
-
25 MAY AT 20:02
Tumne tuta hua dil toda ,, mujhe jine ke kabil hi nahi chhoda
-
25 MAY AT 19:52
Mazee ka dukh kya kam tha ,, arif jo tumne phir kisi pe bharosa kar liya
-
25 MAY AT 19:46
Pata to mujhe bhi tha ke tu ek roz badal jaegi ,, lekin kabhi soncha nahi tha ke tu meri dushman nikal jaegi
-
25 MAY AT 19:40
Ankh bhar ke kya dekh liya tumko ,, ab humesha hi ankh bhara hua hi rahta hai
-
25 MAY AT 0:56
Humko kisi se koi matlab nahi ,, yehi karan hai mere andar adab nahi
-