Mai Hoon ek Bhatakta Musafir,
Apni Manzil hai Dhund Raha,
Chal Pada Hoon Uss Raha Par,
Jiska Rasta Muskil bada,
Na Kisika Ghamand Mujhe,
Saari Moh Maya Chod Raha,
Waqkt Kisi Ka Saga nahi,
Apna bhi na hosaka,
Hai Vishwas Khud Par Mujhe,
Kaabil ho Kar Dikhaunga,
Mai Hoon ek Bhatakta Musafir,
Apni Manzil hai Dhund Raha.
-