تم شیرِ خدا جیسا کردار تو لاؤ
میں فاطمہ نہ بن جاؤں تو کہنا
तुम शेर-ए-खुदा जैसा किरदार तो लाओ
मैं फातिमा न बन जाऊं तो कहना-
Tum sacha imaan to Lao
Main pakka momin na banu to kahna-
Burned between the Flames
Butterfly of Ali(a.s)
Fell & became Breathless
Partner of Ali(a.s)
Verse(Mohsin) separated
From Kawthar of Ali(a.s)
What the misery
O My Mother
Still You defended
Imam(Wali) of Time
Lady with no Shrine-
ना औकात है इतनी......
के किरदार ह.अली(r.a) सा लाऊ...
ना ख्वाहिश ह.फातिमा(r.a) जैसी शेज़ादी की रखता हूं....-
Hain gulzar-e-Mohammad ki gul-e-tar Fatima Zehra
Ye sach hai azmaton ka hain samandar Fatima Zehra
Imamat aur Risalat dono jiski zaat par mabni
Khuda ke deen ka hai aisa mehvar Fatima Zehra
RasulAllah ne jisko kaha hai biz'ato minni
Hai aisa ismaton ka ek paikar Fatima Zehra
Janab-e-ibn-e-Maryam ruk gaye charkh-e-chaharrum paa
Magar hain aasmanon se bhi oopar Fatima Zehra
Wo sooraj khud tumhare dar se leta hai ziyabarii
Ziya lete hai jisse maah-o-akhtar Fatima Zehra
Gawahi deti hai iksathvin aayat Aal-e-Imra'n ki
Nabi ki sirf iklauti hai dukhtar Fatima Zehra
Bhare darbar mein bekhauf hokar haq talab karna
Na bhoolega zamana tere tevar Fatima Zehra
SaDaQaT lab pa jab bhi zikr-e-Masoomeen aata hai
Fiza ho jati hai uss dam moattar Fatima Zehra-
May the shadow of your tent never leave me O my oppressed mother Fatima(sa)
O Almighty don't let the tears of my eyes fade away for opressed mother Zehra(sa)-
Mazar e Muqaddas
Hazrat Sayeda Fatima Tuz Zahra
Razi Allahu Tala Anhu-
3 Ramadaan
Visaal e Muqaddas Binte Rasūlallah صلي الله عليه وسلم , Umme Hasnain, Zauje Murtaza, Sayyidah Tayyiba Taahirah Aabidah, Zaahidah, Faatimah Zahrah Al Batool علي ابيها وعليهاالسلام-
REHEMATE KHUDA HE FATIMA..
"OR AE FATIMA ZAHRA'
AGR AAP MAAON ME NA HOTI..
"JANNAT KISI BHI MAA K PAAON MAI NA HOTI"
..!!-