Meri Rani
Class 6 mein aai meri zindagi mein khushi ek
Tha dil jiska bilkul farishton sa nek
Mera sath uswqt se diya h jisne
Mere liye najane kitno se ranjishein mol li h usne
Bholi si surat aur shararti aankhein h jiski
Mere dil ka haal bina kahe hi smjh lena ek nayab ada h uski
Selfies pe jiske ek alg hi andaaz h
Uske tiktok videos dekhne ka to ek apna hi pyara sa ehsash h
10th tk sth bench mein baith sbki khilli udate the hum
Aur phir sth mil ek dusre ke dushmano se panga lete the hum
Ekdusre pr beintehaan bharosa krte the hum
Rah chalte kisiko bhi dhamki de diya krte the hum
Aur pir hr preshani ka sth milkr samna krte the hum
Abhi bhi bilkul isi tarah ek dusre ka sth diya krte h hum
Zabaan se khathore mgr dil se komal h jo
Mere dil mein basne wali meri dhadkan h wo
Meri zindagi ka ek bht hi khubsurat hissa h jo
Zindagi mein meri bahar bnke aai h wo
Haaril hoon agr main to meri lakdi h jo
Meri bestie meri Rani h wo-
Mumbai Se Allahabad Tak Ka Safar,
Is lockdown Me Aisa Lagta Hai..
Bachpan Se Aaj Tak Ka Safar,
Is waqt Chota Pad Gaya Ho Dost...-
*छोटे शहर के अखबार*
*जैसा हूँ मैं जनाब...*
*दिल से लिखता हूँ.*
*इसलिए कम बिकता हूँ...!!*-
Mera chota bhai h jo meri fikr krta h,
Kehta kuch ni pr har baat ko samajta h..
Mera chota bhai h jo andhera ho mere aas pas,
Banke Suraj sa ubharta h..
Mera chota bhai jo gussa to karta h,
Lekin jab baat ho meri usko bhi kam krta h..
Mera chota bhai h jo kisi se ni darta h,
Lekin aankh mei ho aansoo toh mayus sa lagta h..
Mera chota bhai hai jo sabse acha h, bacha hai,
Lekin jab baat ho meri tab bda sa lagta hai..-
Koi bhi insaan chota ya bda nhi hota uski soch use chota ya bda banati hai ,uska gyan use chota ya bda banata hai
-
कुछ छोटा भी कभी बड़ा काम बन जाता है,
डूबने वाले को तिनका भी सहारा दे जाता है!!-
Pehle mere hr nazm men tum hua krti thi..
Sochta hu khwaab -e- Kalam se azaad krdu..
Bahut panne palatne ke firaaq men h duniya...
Sochta hu tumhe kitaab ke panno se azaad krdu...-
लोगों ने छोटा ही समझा मुझे...
जबकि मेरे दिल का जख्म उनकी औकात से बड़ा था
और ये लोग वही थे जिनकी वजह से ये ज़ख़्म पड़ा था...
ज़ख़्म मेरे दिल पर था पर दर्द उन लोगो को हो रहा था
कि ज़ख़्म तो हमने गहरा किया था पर
फ़िर भी ये मरा क्यों नहीं...
पर...
उन्होंने ये न सोचा कि ये ज़ख़्म अब तक भरा क्यों नहीं...
सोच लेते अगर वो इतना तो उन्हे मेरे जीने की वजह भी मिल जाती...
और मुझे अपने दिल से उन्हे माफ करने की रज़ा भी मिल जाती...-
Kabhi kisi ko chota mat samjho ye sab kahte hai
But mera usul hai kisi ko chota mat samjho to khud ko v chota mat samjho😕-