''Aey' zindagi jis tarah se sata rahi hai tu mujhe aaj kal....
Lagta hai waqif nahi hai tu mere mizaaj se......?-
Mujhe Udaas kar gahe ho
Khush Raho...!
Mere Mizaaj Par Gahe Ho
Khush Raho...!
Mere Liye Na Ruk Sake Toh Kya Hua..
Jaha Kahin Theher Gaye Ho
Khus Raho...!-
"वो" होगा कड़क मिज़ाज तो बना रहे हमारी बला से,
अजी, थोड़ा "कड़क मिज़ाज" तो हम भी रखते हैं...!!
-
Ke Mukhtalif Mizaaj seekh gaye,
Hum Logo se Milte Milte,
Ke Fasana hi ban gayi hai ab,
Humari Zaat chalte Chalte.-
आख़िर क्यूँ ये मिज़ाज बदल सा गया है ,
ये नाराज़गी बस यूँ ही है या किसी और के आप होने लगे हैं ।।-
Husn walo ka mizaaj
kuch khoob sa hota hai.
Dil chahe jaisa bhi ho,
Chehra mehboob sa hota hai.-
Kam zarf se to kabhi Mila hi nahi mizaaj apna
Jo zarf rakhte haii wo jante hai maqaam hamara-
Khalis nahi hun,,,,,,, main apni zaat mai.
Haan ,,,,,,,,,,
Mukhlis hi sahi,,,,,,, mizaaj mai hum....
खालिस नहीं हूँ,,,,,, मैं अपनी ज़ात मे।
हाँ ,,,,,,,,
मुख्लिस ही सही ,,,,,,मिज़ाज मे हम।।।-
Wo kehte hain m badal gyi
Wo kehte hain m sb bhool gyi
Wo kehte hain irade badal gye h mere
Wo kehte hain mizaaz badal gye h mere...
Behte paani mei jahaj dub jaata h
Waqt ka pahiya aage badh jaata h
Har koi waqt ke saath badal jaata h
Ye dil h janab yaha se insaan apna boriya bistar leke hi jaata h...
-
Talkh mizazon main hum mohabbat dhundhte rahe
Na malum hua kab tum hamse door hote rahe
-