Kabr ka khouf Na Rakhna Aye
Dil ♥️ Wahan Sarkar do Alam
ki ziyarat Hogi...
✨JUMMA MUBARAK ✨-
Ye zaroori to nahi ki Har saal
Masjid jake hi jumma manana podega Taki bo duwa Allah tak pahunch jaye... DIL saaph hoon to Aap jaha rah kar bhi jumma manao bo bhi Allah sunega...
Jumma mubarak... sabhi bhaiyo aur bahano...Stay safe stay home
-
मिले हो तुम हम को बड़े नसीबों से
फंसाया है तुमने फिल्टर वाली तस्वीरों से-
इबादत को नुमाइश बनाना नहीं चाहिए ,
किसी की मदद करो तो जताना नहीं चाहिए ,
दोस्त रिश्तेदार भूखा हो अगर ,
तो अपना दस्तरखान सजाना नहीं चाहिए...!
- : DEEPMU : --
Ya Moula Mai gunhegaar hoon
badqaar hoon, siyaqaar hoon
Mai khaak mein mila hoon
Mujhe noor sa chamkade
Mai baag mein para hoon
Mujhe phool sa mahekade
Mai farsh par gira hoon
Mujhe Arsh par bulale
Mai bhatak-bhatak gaya hoon
Mujhe nek raah par chala de
Mai Gunahon se ashkbaar hoon
Mere wajood ko tu dhoola de
Pyaasa zaban alatash-alatash hoon
Labo ko zam-zam mayassar karade-
मेरे नफ़्स-नफ़्स में जो खुराक़ है
या हबीब तेरे ही इश्क़ का तो शबाब है
गुनाहो में मुब्तला कह दूँ अस्तग़्फ़िरुल्लाह मैं
सदा इतनी ही के रोज-ए-महसार में रुख़-ए-अनवर का दीदार हो-
Kash main khwab mein aaqa ki ziyaarat karta
Phir awaara kyun mai saher ki koi raah takta
Mai Bepnaah rota aur betahasa ashq bahata
Gunahon se taar-taar ho be-qadar ashtagfar karta
Kash mai sajde mein aaqa ki ziyaarat karta
Kambakht uthne ki phir kaun himaqat karta
Dekhta chasm-e-Qounain apni aankho se
Surkh labo se Naam-e-Mohammad ka bosha leta
Kash main khwab mein aaqa ki ziyaarat karta
Phir awaara kyun mai saher ki koi raah takta
Aisi mout sabko aaye, Dilkash Fana hazaro dafa
Ba-sharte fana hone se pahle Aaqa ka deedar hota
Aankhri lamho mein chahe jo aalam hota
Bikhre-bikhre hain saans mere, Aaqa ka sahara hota-
KIS ka dil ♥️ itna na dukhao ke wo
ALLAH ke samne
Tumhare Nam lekar ro Pade....-
किसी ने पूछा हर हालात मे कैसे ख़ुश रह लेते हो ?
मैने कहा रज़ा - ए - ईलाही मे ख़ुश रहते हैं !
उसने कहा रंज तो होते होंगें क़ल्ब मे कभी-कभी ?
मैंने कहा नहीं खुदा के नूर से पुरनूर रहते हैं !
उसने कहा कभी तो कोई चाहत होगी ख़ुद की भी ?
मैंने कहा नहीं खुदा के हर शह से ममनून रहते हैं !
उसने कहा आसान तो नही हर बात पे क़ादिर रहना ?
मैंने कहा आज़मा के देखो दिल बहोत पुरसुकून रहते हैं !
-
حضورﷺ نے فرمایا:
ہر کسی کے لئے دعا کرو!کیا پتا کسی کی قسمت تمہاری دعا کا انتظار کر رہی ہو .-