Ishq humari is kadar adhuri reh gaye,
Kuch zakm dil ko munasib huye to kuch jasbaton par aya lagi,
Mulakate ab sifar hone lgi h,
Jo humara rista tha yo ab mai aur tm mai Simat rha h,
Ab faisla dono taraf se liya gaya h,
Anjaan to kya hum dono kabhi mile the ye tak na izhaar karenge,
Kuch zakhm pr tm marham lagaoge,
Kuch yaadain hum mita denge,
Snasain bharenge dono ab bhi,
Par isbar tm kisi aur k liye aur hum khud k liye,
-