Ek tu hi hai
Jisse me sab bata Sakti hu
Parents se bhi jyada samajhte hai
tujh par hi pura yakin karti hu
real pyar to friends hi karte hai
Jo bina I love u ke bhi
love karte hai
Har ek musibbat me
sath rehete hai
Use hi dost kehete hai
ek bar bulake dekh
Jaan bhi hazir hogi
hum mar bhi jaye
hamari dosti rehe jayegi-
YQ நண்பர்கள் அனைவருக்கும்
இனிய கார்த்திகை
தீபதிருநாள் வாழ்த்துக்கள்!
புற இருளை அகற்றுவதை விட
அக இருளை அகற்றுவதே
தீபதிருநாளின் தத்துவம்!
வரிகள் கீழே
👇👇👇👇
-
Aanewale us palko
Kaise dhunde hum kalko
Isse aaj me rehne do,
Mere sang badhne do
Na us kal mai, Na beete pal mai
Mujhe tum mile, To is pal mai
Rok lo mujhe
Ya khud ruk jaye
Kadmo ka karwaan kahi
Manjil se na ruth jaye!
Maine dekhe hai andhere mai roshan chirag
Dhundte hue suraj, vo pahucha har subah!
Main tujhme basi apni zindagi,
Paane pahucha hu ab yahi!
Na us kal.mai, Na beete kal mai
Mujhe tum mile, to is pal mai!
Pyar ke rang se
Mehak uthe phool har taraf
Chalo chale us kinaare ab
Jaha manzil bhi lage anjana safar!
Aate jaate hawa ke taraane
Mujhe chu kar tujhe chu gaya!
Sharam se ye gaal
Tera chehra gulabi kar gaya
Inhi phulo ki khushboo se
Zindagi mujhme lagi saans lene!
Na us pal mai, Na beete kal mai
Mujhe ye khushi mili, To bas is pal mai!-