" soch kar rakhna
Humhari saltanat mein
Qadam...
Humhari "mohabbat"
Ki qaid mein zamanat
Nahi hoti "
(Romee)-
ग़िरफ़्तार हो जाये ग़र कोई,
ज़ुर्म-ए-इश्क़ के इल्ज़ाम में,
रिहाई तो दूर की बात,
ज़मानत भी मुश्किल है...-
के मिलती नहीं जीतेजी ज़मानत
बेपनाह चाहत-ओ-वफ़ाओं से,
फ़ना होजाती हैं जाने कितनी मोहब्बतें
असीर-ए-बंदिशों दफ़ाओं से..-
"Ab usey kon samjhaaye Khuda ke
Darbaar mein koi wakaalat nahi hoti...
Aur agar saza ho jaaye toh phir
Kabhi zamaanat bhi nahi hoti..."-
Kiss Hasraton Ke Qaidi Bane Baithe Ho Tum Sami
Zamanat Muqarar Hui Hai Phir Bhi Azaadi Se Mutmaeen Nahi Ho
-
गुनहेगार हूं मैं,
अभी तक ज़मानत की तलाश में हूं मैं,
गुनहा ही ऐसा कर दिया मैंने,
कि उनकी यादों से ज़मानत की आस में हूं मैं।-
मुत्मयीन नहीं हूँ मैं अपनी आज़ादी से तेरी यादों की कैद में एक उम्र गुज़ारनी है। ऐसी रिहाई का क्या फायदा जिसमे तेरा साथ न मिले।
-
Zamanat...
Kar dhoka.de daga.chahe kar le bewafai,
Aise ki jane wali kabhi mohobbat nahi hoti,
Yeh khwab nahi koi haqeekat hai zindagi ki,
Aankhen band kar lene se kabhi raat nahi hoti.
Mat bhool Khuda ki uss adalat mein kabhi vakaalat nahi hoti,
Or jo ho jaye saza ek baar toh fir zamanat nahi hoti.
ZaManat...!!!-
Ye jo choti si duniya hai na meri
Isme na jara soch samaj kr kadam rakhna
Yaha rishton ke kaid me
Zamaanat nhi hoti.....-
Log Aapse Nahi Apky Khush Hone Py Jelious Hote Hain
Aur Yahi Apki kambiyabi ki Zamant Hai.-