Insaan sabse zayada zaleel aur ruswa apne passand ke logon se hi hota hai.
-
Hum apni pasand par
sawal nhi karte
Jo hote kisi aur ke
unse bawal nhi karte-
Jab apne aap se zayada kisi aur ki fikr hone lage ,to samjh le aapke zaleel hone ke din shuru ho gya hai....
😕😕😕-
Aye zindagi kar zaleel,
mei nai bolunga,
Aye kismat kar mazak,
Mei nai tokunga,
Aye mohabbat kar bewafai,
Mei nai rokunga,
Par ayega jab mauka mera,
Tab hisab toh mein paka wala yaad rakhunga.-
Haisiyat Puchkar Meri Yuh Zaleel Na Karo Sami
Badi Mushkil Se Mitti Ki Asliyat Samjh Aayi Hai Mujhe-
#fact
Galtiyaan wo karenge,,or galat aapko hi samjha jayega ,,
Yeh zindagi hai,,😁
Yahan taareefein unka hoga ,,or zaleel apko kiya jayega-
Kisi ke dar me bar-bar zaleel hone se behtar h Naaz
Ki Allah ke dar me Beth Kr sabr or intezaar kar
کسی کے در مے بار بار زلیل ہونے سے بہتر ہیے ناز
کی اللّہ کے در مے بیٹہ کر صبر اور انتظار کر
-
Na kro muhabbat ko jaleel is qadar,
Kahi aisa na ho...tujhe bhi kisi se muhabbat ho jaaye...-
Chain ek pal ko bhi nahi,,
Gardano'n me azaab k fandey,,
Dafn karke janaaza izzat ka,,
Khwaar phirte Hain nafs k bandey,,
(Hazrat Molana Shah Hakeem Muhammad Akhtar sb r.a.)-
अब टूट गया दिल तो
बवाल क्या करें...
खुद ही किया था पसंद
अब सवाल क्या करें...-