حروفِ میِم ایک قووت ہیے ماں ماہ محبّت ہیے
Huroofe meem (م) ek quwwat hai
Maa Maah (mhboob) muhhabt hai-
Mubarak ho Naaz bahaar aaya h
Teri qismat me fir Khaar aaya h — % &-
Muhabbat ke be rang khawabo me mere
Wo umr bhar ke lie syaah rang bhar gya — % &-
Gamzdaa dil mile
har jgah gam khile
غمزدہ دل ملے
ہر جگہ غم کِہلے — % &-
ab na jubaa.n khti h na nazar khti h
har muhabbat Dilo.n me dafan rhti h
lab khule to adaa ho faqat talkh lahze
kisi ka dil jlane me Kha.n koi kasar rhti h-
ab woh mujhe dastyaab nhi
esa nhi ki mujhe woh yaad nhi
tariki sart h, aaftab dhal chuka
aur chand me itna taab nhi
kuc alfaz hi kafi h dil jlane ko
har ghar jlane wali aag nhi
shor-e-muhabbat mera tha
uski kbhi koi aawaz nhi
mil jae woh to qabool h ,naaz'!
Pr khuda se Ab uski faryaad nhi
-
Mere dil me muhabbat ka naam lgta h
Dua mangte waqt aasma.n ka chand lgta h
Masriqi libas me mera mhboob
Zam - Zam ka jaam lgta h-
Bat muhabbat ki ho to naam
mahboob ka aana cahiye
Agar CHAND apko to CHAKOR
sirf 'NAAZ' ko likha Jana cahiye-
...........................................
Jo apko apke acche waqt me
yaad aae to smjhie
apko usse muhabbat h
...........................................
Jo apko apke bure waqt me
yaad aae to smjhie
usko apse muhabbat h
🖤🖤🖤-