Daneen Khan Β  (Khanii..πŸ‘‘)
10.7k Followers Β· 9.0k Following

read more
Joined 28 January 2021


read more
Joined 28 January 2021
27 JUL 2022 AT 12:36

Kisi ka dil cheer kr to humne dekha nhi hota , magar waqt aur tajurba ye andaza karna to sikha deta h ki koun dil se kuch kah raha h aur koun sirf zubaan se....😊

-


20 MAR 2022 AT 18:55

Mai aksar sunti hun ki....insaan apna pahla pyaar kabhi nhi bhool sakta ..,"phir log apna walidain ko q bhool jaate hain..?"

-


2 FEB 2022 AT 14:04

Waqt to sirf ek bahana hai, badal to insaan jate hain .....

-


29 JAN 2022 AT 13:36

Yaad rakhen duniya me sabse badi daulat insaan ki izzat-e-nafs hoti hai , use kho kar agr insaan ko qaroon ka khazana bhi mil raha ho to bhi ye ghate ka sauda hai.....

-


31 AUG 2021 AT 20:24

Andheri raaat , band kamra , khali zahen ,khamoosh mobile ,khuli kitaab dhandhi chae, puraani yaadein , aankhon me aansu ,aur bukhaar se tapta badan kabhi kabhi lagta h kya yahi h zindagi .....?😐

-


19 JUN 2021 AT 10:49

Ek kaan se sunkar dusre kaan se nikaal dena is much better than ....., dono kano se sunkar dil pe le lenaaa..

-


6 JUN 2021 AT 23:40

Ja tujhe maaf kiya dil ko toodne waaly ...

-


6 JUN 2021 AT 11:48

Mera dil bhar gaya hai duniya se
Faqat kuch dost hain , aur dost bhi kya ...πŸ˜•

-


18 MAY 2021 AT 23:27

Or jab guroor toot'ta hai naa ....,
To takleef bhot hoti hai , dil ko.,dimaag ko..,badan ko..., or yahan tk ki rooh ko bhi ...😒

-


17 MAY 2021 AT 10:57

Har khata ki hoti hai koi na koi saza 😒
Ghum likhe ho qismat me to ban hi jati hai wajah πŸ˜•.

-


Fetching Daneen Khan Quotes