Jaha muhabbat hoti hai
Waha rab hota hai
Or jaha rab hota hai
Waha sab hota hai 😊-
Kabhi yaha baat karte ho, Kabhi waha baat karte ho, Humse kaha baat karte ho.....
-
Pyar me kabhi shak nhi hota
Or jaha shak hota hai
Waha pyar nhi hota-
Jaha hamari izzat nhi...
waha humari shirkatt nhi...
Chahe wo kisi ka Ghar ho...
Ya phir ho kisi ka Dil...-
अकसर लोग अपनी खुशी की दुआ मांगने जाते हैं जहाँ
मैंने तो वहाँ भी तेरी खुशी की दुआ मांगी हैं-
Tumhara sawal bhi yaha...
Tumhara jawab bhi yaha...
Tum dhundoge mujhe jaha...
Milungi main tumhe waha...-
Wafa kaise khata hai yeh toh maloom nahi mujhe .. magar you Achnak tera chore jaanea wafadari hai toh lanat Ho Teri wafa par
-
Zindagi ke Safar ko ,
Lafzon me Piroya hai ,
Apni har ghazal ko dard
Me bhigoya hai .
Plz aaj Wha Wha na khena ...
Qki
Aaj phir ye dil kisi ki
Yaad me roya hai ..
-
दिल तोड़ के हमारा तुम यूं चल दिये,
कुछ तुम बदले और कुछ हमें बदल दिये!-
socha tha, mai bhi apna, ek jaha banauga...
par, dekh liya duniya ko, ab, waha banauga..-