Fass karr meri yaadon mai kuch yaisa rehai gaya hai vo....
Chala toh gaya hai magar, mere dil mai jagaha karr gaya hai vo.....-
लफ्जो की वाणी
बड़ी बड़ी तालुको की कहानी
लफ्ज चाहे कितनी भी हो छोटी ,
पर ख्वाब जैसे हिमालयानी का संसार,
ना उदासी ,ना करार
चाहत है बस होठों पर मुस्कान,
उसके इश्क की इबादत ,
तंग करने का अलग ही अंदाज
हा थोड़ा जिद्दी है,पर प्यार जिद्द से भी पार
दिलों का खिताब,लफ्जो का जज्बात
यू करता है ,एक फूल से इकरार...............
जिंदगानी का पाठ,
मोहब्बत का रिक्त आकाश
हर तरफ घटा छाई है ,
मानो जिंदगी हो गई हैं बीरान........
इश्क की रास बातो का इन्तजार
हर दिन मिलने का एक नया अंदाज,
वही बिंदु वही राह,
बदला तो बस तस्वीर का नया अंदाज
-
Kuchh Waqt Ke Liye Khas Hoke,
Ham Fir Se Wohi
Aam Ho Gaye.
!!! ❤+❤ !!!
-
SURAJ,
SURAJ hai woh
Na kisi sitaron ki jarurat
Na badlon ki parwah
Andhiyon mein bhi chamakne ka rakhta hai jazba.
SURAJ,
SURAJ hai woh
kabhi indradhanus se khudko shovit karaye
Kabhi baarisho k liye khudko chupaya
Har zakm ka marham woh khud ban
Andhere mein raah dikhaya
SURAJ,
SURAJ hai woh
bas isliye
asmaan mein akele jagmagata hai woh..
SURAJ,
SURAJ hai woh-
Uski kahaniyan
suni to bahut thi,
aur logo ko uske
liye samjhaya bhi bahut tha,
Na jaane kyun logo
ko, samjhate samjhate,
hum bhi unhen kahaniyon
mein kahi kho gaye.-
कहीं तो लिखती होगी वो दिल में छिपी बातें
कहीं किसी डायरी के किसी पन्ने पे मेरा नाम भी होगा...-
USKI KAHANI
Uski larai unse thi
jinhe wo apna kehti thi
Wo ek azaad parinda thi
Lekin apno ne use qaid kiya
Samajik zanzeero se
uske sapno ko kuchal diya
To ab apni larai wo khud lregi
Qyunki ab wo v jeena chahti
Apni har khushi ke liye
Apno ke khilaf hona hoga
Samaj ki chhoro
Pehle use apno ko mnana hoga
Akeli h wo
Lekin asamarth ni
Ek larki h wo
Koi gudiya ni...-
Khana bana dia ha .Tiffin mat le jana bhulna
Pani garam ha towel wahin hai
Kapdey tyaar ha apke !
Rumaal aur wallet rakha ha table par chabi ke sath .
Apki chai thandi ho rahi biscuits wahi rakhey ha.
Nashta nahi kia to din kharab jyega !
#uskikahani
-
Vo shabad dar shabad mashoor hoti gayi,
Main likhta gaya kahani uski bayaan hoti gayi...-