Me to udna chahti thi sara asma
Ek tumhare sath...
Pankh ke badle de di mujhe
Janjir bhari hath...
Tutne laga hosla ...
To Chaha chhodne ko tera ghosla..
Phir kaha tumne, "maine to tujhe apnaya,
per tumne mana paraya"
Kasoor sab tera,
Ab nehin ana dobara...........
-