QUOTES ON #TERAHIRAHUN

#terahirahun quotes

Trending | Latest
12 MAR 2021 AT 10:24

Ho Jaata Hoon Mai Ab
Bheed Mein Bhi Tanha,
Tere Saath Ka Mai Itna
Aadi Ho Gaya Hoon,

Lagta Nahi Ab Mera
Mann Tere Bina,
Mai Sirf Tere Liye Itna
Besabar Ho Gaya Hoon,

Jabse Mila Hoon Mai
Tumse Tumhare Pyaar
Mein Kho Gaya Hoon,

Ab Na Rah Hoon Mai
Apna He Mai Toh Ab
Tera Ho Gaya Hoon.

-


5 APR 2020 AT 17:28

Tu Suraj ki dhoop Hain,
Main sardi ki hun shuva,
Mere harr dard ki Tu Hain dawa~
Me jab bhi Dekh Lu tujhe kareeb se,
Lage ki mil Gaya Hain Mera khuda...
#gajendraverma #terahirahun

-


14 JUL 2020 AT 21:22

Aaj v teri tasvir dekhu.
To teri yad aati hai,,
Hai nhi jahan me tere jaisa
Ye khyal aata hai..

-


27 FEB 2019 AT 0:24

Me tera jivan-sathi to nai hu par jivan bhar sath chalne vala ban sakta hu...
Me tere mang me sindur to nai bhar sakta..
Par tere labo ki hansi ko to bhar sakta hu...
Me tere sath pura din nai reh sakta par har ek pal teri yaade to ban sakta hu...
Me tuje pyar se apne hatho se khila to nai sakta..par tere tasveer ko khila to sakta hu..

...Or nai hai khawb mere bs tere khwab me tera pyar to ban sakta hu...

-


13 JUL 2020 AT 21:26

तू सूरज की धूप है
मैं सर्दी की हूँ सुबह
मेरी हर एक मर्ज की तू है दवा
मैं जब भी देख लूँ
तूझे करीब से
लगे के मिल गया है मेरा खुदा!

-


30 JAN 2021 AT 11:37

Waqt Mera ho ya na ho
Mai har waqt Tera hoon.

-


1 SEP 2020 AT 15:28

Nasha tera kuch is kadar mujh par chaya hai.... ki Nasha tera mujh pr kuch is kadar chaya hai.... har taraf bas tera hi saya hai.... sirf tujhe hi mene pglo ki trh chaha hai.... .ek tujhe hi mene apna shareaam btaya h..... aur itna hi ni janab teri mohobhat ko pane ke liye mene khudh ko gawaya hai....❤️💯

-


12 JUL 2020 AT 15:03

ये मेरा इश्क औरों सा नहीं है,
तन्हा रहेगा मगर तेरा ही रहेगा.......

-



ऐ जिंदगी।
तेरे बहुत से फलसफे हैं ऐ जिंदगी कुछ शिखा है हमने और कुछ बाक़ी हैं।
और कुछ कुछ सीखते चले आ रहें है।

-


22 FEB 2019 AT 19:47

1 baar nhi 1000 baar kahunga...
Me tera hun tera hi rahunga....
Wada hai is janam hi nhii
Main har janam tera hi banunga..

-