Iss February ka mahina ma chalti hui hawa na tumhe bhi toh chuaa hoga na
Ik tarfa, 2 tarfa. Arre.. kisi tarah ka ishq toh hua hoga na
Bara bujurkh keh gaya ki pyaar matt karna kyuki yeh ek lailaz bimari h
Phir bhi iss bimari ka khilaf aapki aur humari jung jari h
Iss sardi ka mausam ma bhi acha acho ka pasina aa gya h
Aur dukana lag chuki h mohabbat ka nazrano ki
Pyaar ka mahina aa gya h
Teddy 🧸,Chocolate🍫, Gulab🌹 abhi baesumar batna wala h
Diwali 🎆na shi par logo ka dil ma pyaar ka diya zarur jalna wala h
Kitno ko unka pyaar mil jayega aur kitno ka dil tutt jayenga khul ka jee lo iss pyaar ka mahina ko aakhir yeh din phir laut kar kaha aayenga
Mahina ,2 Mahina, 4 Mahina ma sabka bhoot utar jayega aakhir ma sabka sir sa yeh mohabbat ka junoon utar hi jayega
Lekin yeh pyaar bhi na jhookta kaha h
Sadiyon sa chala aa rha h chah kar bhi rukta kaha h
Phir iss pyaar ka mausam ma gata, gungunata kai aur deewana mil jaenga
-