✿_________✿_________✿_________✿_________✿
अदब, तहज़ीब,सादगी इतनी रिवायती हो हदिका_
की देख मेरा क़िरदार मेरे तर्बियतदार को लोग दुआ दे हज़ार _
✿_________✿_________✿_________✿_________✿-
माँ मुकम्मल कायनात हमारी..
ख़ुदा की नेमत,दरख़्त सी छाव,
पढ़ लेती है ख़ामोश चेहरे की ज़ुबां हमारी..
सब कुछ है पास,गर तेरा हाथ सर पर है
जीती है जिंदगी अपनी,खुशियों में हमारी..
बिना किसी शर्त,प्यार एक माँ ही कर सकती है,
आँचल में दुआओं का असर बखूबी है समाया,
महक उठी है,तेरी तरबियत से किस्मत हमारी..
-
Kisi Ko "Izzat" Dena
"Tarbiyat" Kehlati Hai
"Kamzori" Nahi.
Aur Kisi Se "Maafi" Mangna
"Husn-E-Akhlaq" Hai Zillat Nahi.-
Aapke Alfaz Aapki Tarbiyat
Aapke Kirdar Aapki Shkhsiyat
Bayaan Karten Hain....-
Har kisi se ulajhne, ladne se parhez karna behtareen salaahiyate hain___,
Beshaq Khamosh ho jana attitude nahi waledain ki tarbiyatein hain ✍️-
Tarbiyat kuchh iss trah ki h mere Maa baap n meri
Murshad
Baate sune to leti hon khud k khilaf
Pr jawab nhi depati.-
Maa hi toh h Jo khata hoti h agar toh bhula deti h..
hamari khusfehmi k liye masroof rehti h to Kabhi marasim wo maa hi toh Jo zara si chot pe ro deti h... sukoon milta h uske aanchal me wo maa hi toh Jo besumar khusiya or acchi tarbiyat deti h..
-
Bolna hmein bhi aata hai
Par hum apni tarbiyat ko
bedaag rakhna chahte hain...-