Deep Thoughts   (Saziya)
1.1k Followers · 777 Following

read more
Joined 3 January 2021


read more
Joined 3 January 2021
8 AUG AT 15:01

Mahak uthti hongi woh raahein jin raaho se aap guzrte honge
Dekh kar ye dilkash muskurat, ye gam bhi yak-dam thaharte honge

Dekhte honge jab narm mizaaz yeh raham dili ki raushan adaayein
Yaqeenan Ranzish mein ghire parinde bhi khushi se chahakte honge

Bheegti hongi jab inki aankhein tahajjud ke haseen sazdo mein
Woh khuda ke farishte bhi dekh inke haq mein duaen karte honge

Yeh adab-o-ehtraam, ijjat-o-waqar uff yeh nek salahiyat apki
Ki bhatke hue kirdaar bhi apko dekh kar sahi raah chalte honge

Yeh pur-suquun sa lahza ye Sadgi aur wafa ki khushbu bata rahi hai
Yakeenan chand, taare ye khubsurat nazare bhi inse rashk karte honge

-


7 AUG AT 21:48

इक रोज़ इन बुझी आंखों को ये स'आदत हो जाए
काश कि ख़ाब में आक़ा की ज़ियारत हो जाए

कि ना रहे फिर कोई ख्वाहिश इस जहां की मुझको
यूं इस बेचैन रूह को सुक़ू की अलामत हो जाए

-


20 JUL AT 10:21

दुनिया की रंगीनियों को ख़ारिज करते करते
कि थक गई हूं ख़ुद को सही साबित करते करते

ना अब शौक़ रहा कि आला मुक़ाम हासिल करूं
वक्त बीत गया फ़रेब-ए-दुनिया से मुख़ातिब करते करते

-


9 JUN AT 12:26

Ho kirdaar mein wafa ki khushbu toh aitbaar kijiyega
Gar ho khyaal mein jara bhi milawat toh inkaar kijiyega
Waise toh milte nahin zarf se munavvar log jahaa mein
Gar mil jayein toh badi izzat o ehtraam se iqraar kijiyega

-


31 MAY AT 18:30

क़ल्ब से मासूम उम्र से दराज़ थीं वो ,
औरों की फ़िक़्र में गुजरता हर इक लम्हा ,
मानो जैसे सारे जहां की ग़म-ख़्वार थीं वो ,
तजुर्बे की खुश्बू से महकती थी बातें उनकी ,
लफ्जों में सादगी लहज़े में सादा मिजाज़ थीं वो,
औरों की अफ़सुर्दगी देख दुआ में वो कसरत उनकी,
यक़ीनन राह–ए–वफ़ा में काबिल–ए–एतबार थीं वो,
झिलमिलाते से वो ख़्वाब कहीं क़ैद थे दिल में उनके,
मग़र फ़िर भी इतनी मुतमइन और ख़ुशगवार थीं वो,
हैरत में रहती हूं मै जमाने की चालाकियां देख कर,
और इसी ज़माने में सब्र की मिसाल थीं वो ✨

-


13 MAY AT 12:13

Kuch raaste viranagi ki taraf jate hain
Jahan tanhai dil se istaqbal karti hai !!

-


13 MAY AT 10:50

Raaz ko raaz rakhiye ki jarra bhar Khiyaanat na ho,
Wafadar itne rahiye ki khyaal mein bhi milawat na ho 🍂

-


4 OCT 2024 AT 12:16

ना दो अज़िय्यत इस कदर कि ग़म उसे अज़ीज़ बन जाए
किसी को यूं ना सताओ कि वो ज़ेहनी मरीज़ बन जाए

-


25 SEP 2024 AT 20:04

जो लोग खुशियों से हसद करते हैं
वही हैं जो नफ़रतो में सफ़र करते हैं

नहीं देखे जाते इनसे औरों के सुकूं
महज़ चालाकियों में बसर करते हैं

-


24 SEP 2024 AT 9:10

Mayassar ho mahaz ik khwaab si ho
Hota nahi deedar kya hizaab si ho

Hai bemisal iqhlaas aur salaahiyat usme
Mahakta hai kirdaar jaise gulaab si ho

Rehti hai maa'ruuf khud Mein hi behisaab
Har koi padh le usko jaise khuli kitaab si ho

-


Fetching Deep Thoughts Quotes