Mai uski subha ki sehri
Wo meri iftaar ki shaam hai
-
Mere pehle Roze se akhri Roze tak,🤗
Meri sehri se iftar tak,😍
Fajar ke namaz se isha ki azan tak🕌
Meri pehli aur akhri Dua ho Tum....❤️-
Allah ka ehsan hai ata kiya Ramzan hai shukre maula karte rehna momin ki pahchan hai in shaa Allah sare roze rakhungi Ramzan mein Namaz padh ke Rab ko razi kar lungi Ramzan mein in shaa Allah sare roze rakhungi Ramzan mein...............!!🤲🌙❣️
-
Khilna Gulab Ka Nahi hargiz koi Daleel
Wo Muskura Rahe hai to Samjo bahar hai..-
Ramazan ki rehmatein
Barkatein,roze taraweeh
Se bhar pur ye mahina-e
Ramazan,krlo ibadatein
Puri hongi hr maufi krlo
Tauba hr gunahaun se ke
Ibadataun ka mahina hae
Ramadan.-
Is Tarha Se Abbas (a.s) Ne Apni
Wafa Nibhayi Hai
Aaj Bhi Roze Pe
Mashq e Sakina (s.a) lagayi Hai💙-
Tu khuda se insan ko mang ra hai,
Kash tu khuda se bss khuda mang Leta,
Insano ki fitart toh badlti rehti hai,
Allah wo hai aakein band krne bhar se mil jayega,
Tu usko yad to Kar,
Wo usi wqt aa jayega,
Tu agar Meri maan,
To khuda se khuda mang le....
✍️ Krishansakhi-