Na bhoole hai tumhe, na nazar-andaaz karte hai..
Masroofiyat me bhi tumhe pal-pal yaad karte hai..
Waqt, har-waqt muhlat nahi deti ke tumse raabta kar saku..
Iska matlab ye nahi ke tumse hum muhabbat nahi karte hai..
Tum jaan ho meri, jaane-jahan ho..
Dil ho mere, gul-e-gulistan ho..
Meri aankho ka noor, labon ki muskan ho..
Meri zindagi ho tum, rooh ka sukoon-e-samaan ho..
Fir bhala tumhe kaise kare nazar andaz ae sanam?????
Tum hi to mera pyar, ishq aur muhabbat ka imaan ho..-
8 APR 2020 AT 0:06
7 APR 2020 AT 4:22
Humne kabhi kisi bhi andaz se tumhein nazar-andaz nahi kiya..
Fir Na jaane kyu tumhare sochne-samjhne ka yun nazariya badal gaya..-
15 NOV 2020 AT 20:52
Ab nazar nhi hoti
Matlab ye nhi k ab bura nhi lagta
Bas ab nazarandaaz karne ka
Hunar sikh liya hai hum ne-
31 MAR 2020 AT 0:35
Nazar andaz hi hun,
teri nazro mein..
Haan main Nazar andaz hi hun,
teri nazro mein..
Manna ki sath hain hum,
Par tu kaha sath hai mere..!!-
21 AUG 2019 AT 20:33
Tumhara har andaz zabardast hoga
Magr tmhare nazar-andaz karne ke andaz ke,
kayel hain hum...-
9 OCT 2021 AT 0:06
देख कर भी तुम हमें अब नज़र अंदाज
करना सीख गए हो तो
हम भी वादा करते है के अब चाह कर
भी लौट के ना आयेंगे-