Farmaan_e_huzoor_Muhammadﷺ
Huzoor Ne Auraton Ko Apne Sar Ke Baal Chhote Kar Ke Sirf Kandhe Tak Rakhne Se Mana Farmaya Hai..!!
The messanger of Allah ﷺ has prohibited women from keeping their head hair upto the shoulder.
-
★✧✧✧✧✧✧✧✧✧✧✧✧✧✧✧✧★
Khawahis Sirf Itni Hai Ke Kuch Alfaaz Lik... read more
Farmaan_e_huzoor_muhammadﷺ
Takabbur Karne Wala
Aur Bad'akhlaq Jannat Mein
Daakhil Nahi Hoga..!!
[Abu Daood:4801]
-
Hazrat Muhammadﷺ Ne Farmaya-
(Logon Ke Baare Mein) Achcha Gumaan Rakhna,
Behtareen Ibadaton Mein Se Hai..!!
-
Muhammadﷺ Ne Farmaya -
Koi Shakhs Uss Waqt Tak (Kaamil) Momin Nahi Ho Sakta,
Jab Tak Ke Woh Apne Bhai Ke Liye Wahi Cheez Pasand Na Kare Jo Apne Liye Pasand Karta Hai..!!-
Bhali Baat Sikhaana
Khamoshi Se Behtar Hai
Aur
Khamoshi Buri Baat Sikhaane Se
Behtar Hai..!!
The teaching of good is better than silence and silence is better than teaching something bad..!!-
Farmaan_e_huzoor_muhammadﷺ
Tawazo Ikhtiyaar Karo,
Koi Shakhs Dusre Ke Saamne
Fakhr Na Kare Aur Na Ek Doosre Par Ziyaadati Kare..!!-
Salaam Mein Pahal Karne Wala Takabbur Se Paak Hai..!!
Whoever initiates peace (Salaam) is free from arrogance..!!-
Jaahil Ki Baat Ko
Bardasht Karna
Aqal Ka Sadqa Hai...!!
[Hazrat Ali]-
Dua Waqt Leti Hai
Lekin Qubool Hone Se Pahle
Apka Sabr Aazmati Hai ...!!-
Allah Says Remember Me (for my blessings) I Shall Remember you.
(Allah Ta'ala farmaate Hain) Mujhe Neyamaton Par Yaad Karo,
Main Tumhe Yaad Rakhunga..!!-