Shikayat , shikayat sirf
shikayat
karte rehte ho chalo isi
Bahane tum mujhse baat
to karte ho-
Jab Se Mili Hai Tujhse Yeh Aankhen Meri,
Tab Se Bichar Gayi Hai Mujse Yeh Palkein Meri-
Besak narazgi aa jaye thodi si,
Par ye mohabbat humesa badhti rahegi,
Tu wajah hai mere jeene ki,
Or ye wajah humesa aise rahegi ,-
Dekho to bahut khubsurati se koi chhaya hua hai ...
Lagta hai koi gumnaam pari bhatak ke yahaan mili hai ...-
निकला था मैं मंज़िल को
आगे मोड़ पर वो मिल गया
कदम रुके नज़रें मिली
और मेरी आखिरी मंज़िल वो बन गया-
वो सूरज की रौशनी के तरह हैं,
जब होती है तो सब अच्छा दिखता,
जब ना होती तो चारों तरफ अंधेरा ही अंधेरा-
Uski baatein ko bas sunte jana...
Uske chehre ka har waqt muskurana...
Na jane kaise itna kareeb aana...
Or uske kareeb hoke dilo ka sukoon pana....
Yeh sapna hai ya hai ye hakeekat,
Mano mausham ka achanak badal jana...
Sabse duriya bana ke, par mujhe apne pass bulana....
Itni raato ko joro se hasa kar,phir use control karana....
Bilkul chhoti bachhi si hai uski aadatein...
Nind na aane par thapki dilana,mere na sone par jabardasti sulana....
Ek pal mein apne saare raaj batana...
Ya mujhe bike par bitha pura shehar ghumana ....-
Mai ziddi to nahi tha,
Par jab se tu mili tujhe pane ki zid ho gyi-