Ek bakt tha jab unke aane par ham sheesh jhukaya karte the,
Ab to wo hi hamare na aane par sheesh jhukaya karte hai.
Ek bakt tha jab unke talaash me ham din bitaya karte the,
Ab to wo hi hamare na aane par bas yunhi bakt gujara karte hai.
Ek bakt tha jab wo hame har class se nikala karte the,
Ab to wo hi hamare na aane par har class se nikal jaya karte hai.
-