kumari ritambhara singh   (RITAMBHRA)
31 Followers · 14 Following

Joined 11 March 2018


Joined 11 March 2018
29 DEC 2021 AT 19:40

Do you hate your mom 😂😂
Say it aloud to the world.
Sshhh.... But don't let her know. 😇😇😇

-


29 DEC 2021 AT 19:34

Smile girls just smile.
You are just a feet away from your...... True self. 😉

-


5 SEP 2021 AT 23:42

Hame pata hai
Ki tum apne aanshu
Hash kar chhipati ho.
Gam shamne Dekhkar
Jor se khilkhilati ho
Galti se.... Aur agar galti se
Nazar pad bhi jaye kisi ki
Tumhare shikan ki ore,
To mushkurana khubsurti
Ke liye bahut jaruri hai,
Ye keh kar use bahlati ho.
Ham to bas mushafir hai
Tumhare is safar ke
Bata nahi sakte
Ki tum gam hi gam me kitna mushkurati ho.

-


23 AUG 2021 AT 20:53

Subah hote hi
Khudh se roothati hoon.
Char kadam chal kar
Pichhe ke taraf mudhti hoon.
Jaise hi man maar kar
Ghar ke saraf par nikalti hoon.
Us waqt hi aapki awaaj sunti hoon
Fir ek saansh bhar kar
Aage ki ore chalti hoon.



-


18 AUG 2021 AT 23:02

You are born with nothing and will leave without anything.
Don't you think there is a gap in between.
I think it's you are here to give many.
And giving doesn't mean donation or charity.
It only means contribution.

-


14 AUG 2021 AT 12:54

Bharosha kar apne jameen par
Ki aashma tujhe Dekh kar muskurayega
Bin paani mehnat kar tu itna
Ki baadal aanshu ban barash jayega.

-


5 JUL 2021 AT 23:04

Khuli ankhon se
Har roj
Har roj himalaya ko bade kareeb se dekha karti hoon.
Phir sare farz bhoolkar
Sirf
Sirf uske shikhar se baatein karti hoon.
Tab hi Achanak
Na jaane kaise har ek tasveer bikhar jaati hai.
Na chahte huye bhi muskurahat daman chhod jati hai.
Ushi waqt tum meri aankhon ki roshni bankar aati ho
Tab rasta dekhkar har ghabrahat bhool jati hoon.
Aur
Nam aankhon se hi sahi
Main phir se
Main phir se shikhar se baatein kar pati hoon.

-


1 JUL 2021 AT 23:12

Any Ginny
I am just waiting to meet myself

-


30 JUN 2021 AT 19:34

You can
I know it would be a bit tuff
But you don't stress yourself
I will learn
And
Emerge as an alpha
To come to you on my own.

-


27 JUN 2021 AT 12:37

Kuchh log hote hai
Jinke dimaag me daridrta niwaas karti hai
Unhe hi itihaas ke panno mein
Kohinoor ki talash hoti hai
Aur iske vipareet
kuchh hote hai jo panno se jyada
Kalam par viswash rakhte hai
Aur haan ye wahi hai
Jo tuti chhat ke niche baithkar bhi
Apne bujurgon par vishwash karte hai
Aur aksar ye wahi nagine hote hai
Jo chupchap baith kar
Har roj ek nayi itihaas rachte hai.

-


Fetching kumari ritambhara singh Quotes