Kal tk tumne mere an-kahe shabdo
Ko bhi padh liya tha....
Aaj meri aankhein bhi na padh sake tum...
Ek tum hi to ho jisne mere jazbaaton
Ko samjha tha......
Per zindagi mein achanak aaye us mod se
Tumne apna rasta badal lia...
Us wqt bhi meri khamoshi na padh sake tum....
Badi umeedein thi mujhe tumse...
Jo bikharti hui dikhai di....
apni zindagi mein itna mashroof ho gaye tum...
Ki meri aankhein bhi na padh sake tum....
-
परख कर भी उनके चेहरे को हम परख ना सके
वो थे ही इतने गहरे कि उनके अंदर हम झांक ना सके।
-
खुद से ज्यादा किसी और का हो जाना,
ना, अब हमें ये किस्सा फिर नही
दोहराना।..😑-
Bhul jau sab kuch
Ya khud ko bhula du.
Mashroof hai jo
Rhne du mashroof unhe;
Har jau mohabbat me
Ya mohabbat lutta du.-
अच्छा सुनो।।
लोग पूछते है हमसे, किधर मशरूफ है यह रूह
हम कहते हैं!
आज फना-ए-इश्क़ को इन पन्नों में मारूफ़ कर रहें है।-
खुद को खुद मे इतना मशरूफ कर लिया
कि सारी दुनिया को अब मैंने फ़िज़ूल कर दिया-
thaki thaki aankho'n mein ,
dhhalti ye shaam
is mashroof zindagi mein ,
ek sukoo'n ke pal sa-
Khud me mashroof rhene Lage hai...
Ya phirr humara waqt kisi aur ko dene Lage hai...-
Kaam sab atke pade hain 'Khushi',
aur dil hai ki, khwaabon ki aaraish mein, mashroof hai.-
Mashroof zindagi mein..
Fursat ke do pal mil jaen.
Main shabd likhu,
Woh jazbaat samjhe..
Kaash koi aesa mil pae ❤-