बैठे हैं चैन से कहीं,
जाना तो है नहीं...
हम बेघरों का कोई,
ठिकाना तो है नहीं...
वह जो हमें पसंद हैं,
कौन है कैसा है...
क्यों पूछते हो,
हमे बताना तो है नहीं....!!-
Usne kaha mai akela hun
Tere to chahne wale boht hai
To maine bhi kaha....
Zra ye bhi bta do ki wo badnaseeb kon hai???-
Ae mere hamnava,
Mujhe kya pata, tu mera kon hai
Eik ajnabi sa ehsas hai
Tu dur hokar bhi
Mujhe kiyun lage tu mere as pas hai
Ae mere hamnava,
Mujhe kya pata, tu mera kon hai
-
Kon Hai Vo...Pragati S Tripathi.
Ab kya kahu kon hai vo.
Ab kya batau kya hai vo.
Kehe ko to ek saksh hai aaam sha.
Lekin aaj bhi mere liye behad kaash hai vo.
Jaha she jine ka anth hai hota.
Waha ki hi surwat hai vo.
Phulo ki mehak sha mohak.
Chirdio ki awaz sa pyara.
Dost hai ek pyara sha.
Jine ki wajh hai vo.
Dhadkan hai vo meri.
Zayada na shi lekin,
aasman she leke dharti tak ki lakire hai vo.
-
Tum kya jano shayar kise kehte hain
Shayar toh wo hai
Jo le ker dil mein dard ankhon mein pani
Likh de tere dil k dard ki kahani-
Chand ko sb dekhten hain
Per paata kon hain?
Chand ko mahbub sb banaten hain
Per sbadon se apnata kon hain
Chand ki khushurti sb dekhten hain
Per uske chhupe gum dekhta kon hain ?
Chand ko sb chahten hain
Pr chand ki chaht puchta kon hain?
Chand ko apna bana dag sb dejaten hain
Per un dagon ko pochhta kon hain?-
जो आशिक तेरी अदाओं पे मरता है,
वही तेरे किसी और को देखने पे जलता है।-
अपने ख़ुदा को भूल कर
हमनें उसे अपना ख़ुदा माना,
मुहाली में उसका साथ ना पा कर
हमनें कोन हैं ख़ुदा जाना-
Bo kn h kesa h,
Hare bare ye ,
Ku puchte ho ,
Humne batna to h nhi ,
Ki bo kn h ,
Kesa h ,
Kha h ...-
Maa ke liye story lagane se acha hai Ek kaam karo
Maa ko aaj chutti do
Maa ke sare kaam aaj tum khud karo
Usse pucho aaj kya kahoge
Bazar saman lene wo hi kyu jaye aaj tum jaoge
Aaj maa ko bhi rasoi se bahar nikalo
Dikhao usko bhi koi movie
Ghumao usko thandi hawaye laao uske chahre pe
Aaj maa ko gor se dekhna
Kya usse pyara bhi hai kya koi jahan mai.?
-