Ek tarfaa mohobbat us kaffan ki trha hai
Jo sirf apne mehboob pr marne wale ke hisse mai aati hai...-
Zindagi Se Hum Kuch Bhi Udhar Nahi Lete Faraaz
Kaffan Latey Bhi Hai Toh Wo Bhi Apni Zindagi De Kar..-
Yun umeed lagaye hai moat sei
humne
Jahan bhi ho jab bhi avogi wahi
aana Jahan koi apna na ho
Na mulakaat naseeb hone
chahiye apnu ko na jinaza utha
sakhe apne
Kya manzar hoga jab
Mera naam lekar padha jayeiga
Inna Lillahi wa'inna illahi Rajion-
Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Har ek rishta is duniya se tod jayenge
Jitna ji chahe satalo yaaro
Ek din rulate hue sabko chod jayenge-
किसी ने हमसे पूछा :
दुनिया में सबसे जादा सुकून किस में है।
हमने कहा : कफन में !
जो भी उसे ओढ़ता है,
सुकून की नींद सो जाता है।-
Aya jo pass hamara wo dastar chod baithe.
Mohhobate inteha dete dete hum kafan oad tayar baithe-
Kaffan mera hoga us din,
Dupatta unka hoga jis din,
Kuchh khas jo ayenge jagane,
Kuchh kahenge le chalo maiyyat ko dfnane..-
Mere 'Kaffan' Par Tere Aansuo Ke Bunde
Na Gira
Woh Mere Bhi Aankh Andar Se Gila Kar Rahe Hai
🧡APARNA FATING🧡-
Insaan Ki Khwahishon Ki Koi Inteha Nahi,
Do Gaz Zamin Bhi Chahiye Do Gaz Kafan Ke Baad.
-
जमी मैली नहीं होती
जमन भी मैला नहीं होता
सच्चे जज्बातों वाले लोगो के
कफन कभी मैली नहीं होती-