Aey emaan walo ! boht bad gumanon say bacho ,yaqeenan baaz bad gumaniya gunah hain . aur kissi ke aib na tatolo karo aur aik doosray ki gheebat naa karo . kiya tum mein say koi yeh pasand keray ga kay woh apney maray huye bhai ka gosht khaye-? iss say to khud tum nafrat kertay ho ! aur Allah say daro . beyshak Allah bara tauba qubool kernay wala , boht meharban hai .
*Surah Al Hujrat: (49:12)*
-
16 OCT 2021 AT 11:00
4 JUN 2021 AT 23:17
Itna jaldi aag bhi
Lakdiyo ko nahi
Jalati::::
Jitna jald gheebat
Musalman ki
Nekiyon ko jala deti hai:::-
4 FEB 2018 AT 1:48
Majboori Likhoon Bebasi Likhoon
Ya Koi Aafreen Sa Jhut Likhoon
Ab Tu Hi Bta Aye Gheebat Iss Bar
Tere liye Kaun C Gila Likhoon-
13 APR 2023 AT 3:25
Sabko maloom hai Gheebat ki haqeeqat
Ae Aks
Magar Gup shup me man lagane ko yeh Mazmoon acha hai
सबको मालूम है,गीबत की हक़ीक़त ऐ अक्स
मगर गपशप में मन लगाने को, यह मज़मून अच्छा है ।
Gheebat = Backbiting , Haqeeqat = Reality, Gupshup = Gossip, Mazmoon = Topic
-
19 DEC 2017 AT 9:35
Kisse karein woh dili shikve bhalaa,
Jise bhi dekha idhar udhar kartey dekha...-