एक दिन बिक जाएगा
माटी के मोल
जग में रह जाएँगे,
प्यारे तेरे बोल💯🌼-
20 APR 2021 AT 10:01
Mazhab ya Dharam chahe jo bhi ho
Behtar insaan nahin to kuchh nahin
Kyunki hisaab to uparwale ke yahan
Karam ka hota hai Dharam ka nahin
-
20 JUN 2020 AT 14:12
Dharam ke charche main
Karam bhul gayi h manavta
Dharm akela reh gya jab
Manav Main bhi aagyi daanavta....
-
7 APR 2020 AT 11:35
Sundar, ati sundar.
bhara bhara sa ye chehara..
Thandak se bahri teri mushqaan..
Achha lagta hai jab tum hasti ho...
Hasa karo..
Mushquraaya karo,
Kuch bola bhi karo...
Tumhara kya jaata hai,
Kaioke ke dil ko sukoon milega..
Baichaini ko chain milega...
Thoda aise hi Dharam karam kar liya karo..
Warna waqt kaha hai tumhe,
Itni busy jo rahti ho..-